National Anthem of Azad Kashmir – وطن ہمارا آزاد کشمیر



‘Watan Hamārā Āzād Kashmīr’ is the national anthem adopted by Azad Kashmir, an independent region in South Asia. It is based on a poem of the same name written in the mid-1960s by Hafeez Jaalandhari, a Pakistani poet. It was inspired during the Indo-Pakistani War of 1965.

LYRICS:

Watan Hamara Azad Kashmir, Azad Kashmir
Baghon Aur Baharon Wala
Daryaon Aur Kohsaron Wala
Asman Hai Jiska Parcham
Parcham Chand Sitaron Wala
Jannat Ke Nazaron Wala
Jammu aur Kashmir Hamara
Watan Hamara Azad Kashmir, Azad Kashmir

Watan Hamara Azad Kashmir, Azad Kashmir
Kohistano Ki Abadi
Pehen Chuki Taj-e-Azadi
Izzat Ke Parwanay Jagay
Azadi Ke Shama’ Jalade
Jag Uthi Hai Sari Waadi
Zaamin Hay Allah Hamara
Watan Hamara Azad Kashmir, Azad Kashmir

Watan Hamara Azad Kashmir, Azad Kashmir
Karte Lalach Kyun Ho Shaitan
Kyun Beche Hum Deen-o-Iman
Pakistan Key Sath Kharay Hain
Izzat, Hurmat, Hukm-e-Quran
Jan Bhu Qurban. Maal Bhi Qurban
Maal Se Piyara, Jaan Se Pyara
Watan Hamara Azad Kashmir, Azad Kashmir

Azad Kashmir, Azad Kashmir.

منبع توسط Karl Remarx

امتیاز به این post
ری اکشن شما چیست ؟
+1
0
+1
0
+1
0
+1
0
+1
0
+1
0
+1
0

دیدگاهتان را بنویسید

نشانی ایمیل شما منتشر نخواهد شد. بخش‌های موردنیاز علامت‌گذاری شده‌اند *